Friday 3 October 2014

TUM

Shaam ka waqt hua.. ..
Aur tum yaad aaye.. ..
Shama dhal rahi.. ..
aur tum yaad aaye...
jab bhi mohabbat ka jikra hua ..
tum yaad aaye...

daudti hui zindagani meri..
aur badalti rahi saari raahe..
kuch badle naa badle..
tumhe dhundha karti hai aaj bhi meri nigaahein...

aur na pucho ab humse ki..aalam ye kesa hai...
waqt jo beeta hua ...yaad wo aaj bhi wesa hai...

jaise maano kal hi ki wo baat thi...

ab kya bataaye haal-ae-dil hamara
jab jan ne ki fikra tumhe naa rahi...

Naa jaane ye mohabbat thi ya koi awargi..

tumhe chahna us kadar ittefaq tha ya koi fasana ... ... ... .. .... ... ..

No comments:

Post a Comment