Hmm...kya batau ab
main..
Ki kaha khadi hu ab
mein...
Umeedo ki is aandhi
se..
Kaise ladi hu ab
main...
Tasveer jo bani
thi..
Hui aujhal aise...
Jalte hue hue deepak
ko..
Bujhaya kisi bezor
hawa ne jaise..
Naa awaz hui..
Naa takkkaluf hui..
Naa keh saki kuch
bhi..
Bas bandhe hu hontho
se..
Unhi Nam hui aankho
se...
Apni kahani bayaan
karti chali gyi...
Na koi sun ne ko
tha..
Naa hi koi dilasa
dene ko...
Naa koi kehne ko
tha...
Naa kuch kehne ko
bacha tha...
Apni badhti hui
pareshaniyo ko..
Apne sir pe hi rakh
Chalti chali gyi..
Kyuki jeena isi kaa
naam hai...
Dil mera shukriya
karne ko bhi karta hai kabhi...
Jo sheek mili hai
tujhse...
Wo na bhoolungi
kabhi..
Kyuki jeena isi ka
naam hai....
No comments:
Post a Comment